September 17, 2013

Farz Hajj

* Farz Hajj *
Farman-e-Mustafa صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم:
Aik Hajj ada karna 40 Ghazwat main sharik hone se behtar hai aur aik Ghazwa 40 (Nafli) Hajj ada karne se behtar hai aur jis ne Hujjat-ul-Islam (ya'ani Farz Hajj) ada kar liya to Ghazwa main sharik hona uske liye 40 Hajj ada karne se behtar hai aur Farz Hajj ada karna 40 Jangon main sharik hone se behtar hai.

(Al-Majmaa-u-Zawaid, Hadis 9440, Jild 5, Page 507)

فرض حج


No comments :

Post a Comment